![]()
![]()
![]()
So Jao Ki Chandani Bhi,
Khumari Mein Nikhar Rahi He,
Sapno Ke Aagosh Mein Jaane Ko,
Oos Bhi Bikhar Rahi He.
![]()
Surkh Gulaab Pe Barson Baad,
Kuch Boondein Jhilmilayi He,
Umeed Se Bheegi Yun Zindagi,
Shabnam Si Khilkhilayi He.
![]()
Lo Phir Subha Yaad Aa Gaye Wo,
Shabnami Alfaaz,
Dur Rehkar Bhi Tumhein Qaid Rakhenge,
Hamare Ahsaas.