Posted on December 16, 2018Kuch Der Ko Hi Sahi Kuch Der Ko Hi Sahi, Wo Aawaaz Lagaye,To Kuch Aaraam Ho,Aag Lagi Hei Basti Mei, Boondein Hi Baras Jaaye,To Kuch Aaraam Ho,Yun To Tere Har Mousam Se Waakef Hun,Phir Bhi, E Zindagi,Naye Chand Ki Baraat Mei, Mera Chand Bhi Aaye,To Kuch Aaram Ho.
Posted on November 17, 2018November 17, 2018Mere Hone Se Teri HaarMere Hone Se Teri Haar,Na Hone Se Bhi To Zakhm Rahenge,Jiyenge Badastur Apne Karam,Sahi Hei Tu, Galat Hum Hee Rahenge.