Posted on December 17, 2018Aaj Subha Khwaab Bhi Aaj Subha Khwaab Bhi The,Neend Bhi Suhaani Rahi,Kal Chandani Roshan-Daan Se,Jhaankh Kar Jo Gayi.
Posted on December 14, 2018December 14, 2018Mukammal Hei Kayi Jahan Mujhmein Mukammal Hei Kayi Jahan Mujhmein, Zamane Mukammal Nahin, To Kya,Zami Hei, Aasmaa Hei, Falak Bhi Nishaan Hei, Ek Tu Haansil Nahin, To Kya;Meri Rooh Ki Ibadat Achchhi Hei Baharhaal,Armano Mei Badastur Aawargi, To Kya;Muskurata Hun Mazloomon Ko Laga Gale,Azeemo Si Kuch Rehenumayi Nahi, To Kya;Tabiyat Nahi Kisi Ke Dil Ka Dard Banu,Waqt Ka Fitoor, Dhal Jaun Kahin, To Kya;Muskura Lena, Aanson Se Kafan Nahin Bante,Hayaat-E-Roshan Rakh, Khakhh Hei Abhi, To Kya.
Posted on September 5, 2017Tu Kisi Aur KaTu Kisi Aur Ka Saaya Hei,Magar Tera Ujaala Koi Aur Hei,Roshan Hei Tujhse Ghar Kisika,Andheron Mein Tere Koi Aur Hei.
Posted on June 14, 2017January 2, 2019Meri BerukhiMeri Berukhi Naraazgi He Tujhse,Isse Koi Aur Naam Na De,Tu Roshan He Aaj Bhi Mere Khwabon Khayalon Mein,Bhooj Jaane Ka Yun Mujhe Ilzaam Na De.