![]()
Gehere Paani Mei Jun Dum GhutTa
Gehere Paani Mei Jun Dum GhutTa Ho,
Kabhi Na Koi Itna Tanhaa Ho,
Masoom Hansi Aur Puraani Mohabbat,
Baad-E-Muddat Mile, Aur Na Juda Ho.
Prem Ki Aanch
![]()
Na Dhundh Mere Shabdon Mein,
Prem Ki Aanch,
Jhulse Huye Honth,
Paani Paani Rahete Hei.