Skip to content 
Lamha Dar Lamha Tarastaa Hei,
Nazar-bhar Dekhne Ko,
Chehera Hei Ke Dikhta Hi Nahin,
Beete Huye Lamhei Ki Tarah.

Khwabon Mei Mere Tujhse Ye Puchun,
Mujshko Tu Dhundhe, Kya, Jaise Mei Dhundhun,
Hothon Mei Dabi, Keh Bhi De Kabhi,
Barson Ki Bechainiyan Lein Aayein Kuch Sukun,
Guzarta Huwa Waqt, Waqt Kuch Guzar Gaya,
Khayalon Ki Khushbu, Khusbu Be-panah,
Ek Tera Hi Khumar, Baaki Sab Gubaar,
Ijazat Ho Teri, Kuch Lamhein Saath Lun.