Posted on September 2, 2017Kahene Ko Bohat Kuch HeiKahene Ko Bohut Kuch Hei,Magar Masle Kayi Aa Jaate Hei,Kahin Waqt Sahi Hota Nahin,Kabhi Sabhd Ladkhada Jaate Hei.
Posted on June 14, 2017December 18, 2018Kuch Ladkhadayi ManzilKuch Ladkhadaye, Kuch Chal Bhi Na Sake,Kuch Manzil Ko Dekh Hee Jee Gaye,Kuch Roshani -E-Manzar Huye,Na Raah, Na Manzil, Na Raahgir Galat The,Bas Kuch Waqt To Kuch Halaat Ban Gaye,Kuch Sanwar Gaye, To Kuch Bikhar Gaye.