Posted on December 14, 2018December 14, 2018Jo Aaya Hei Khwabon Mei Jo Aaya Hei Khwabon Mei, Basar Hone Do,Kahan Nikalti Hei Rahein, Safar Hone Do,Ilm Hei, Haya Hei, Fikra Hei, Kaise Kahein,Jaagti Ankhon Mei Thoda Aur Asar Hone Do,Mosam-E-Zindagi Kya Yahi Hei Chokhat Baharon Ki,Abhi Patjhad Gujarta Hei, Kuch To Sabar Hone Do,Salikhe Se Swarnti Roj Thi, Nikhar Rahi Hei,Nayi Nayi Hawaa Hei, Jara Pankh To Mayyasar Hone Do.
Posted on September 1, 2017Katre Huye ParrKatre Huye Parron Se,Udaan Nahin Hoti,Fadfadaa Ke Tamannaon Ko,Aur Hawaa Na De.