![]()
Koi To Samjhaye Ye Maazara Kya Hei,
Na Chalna Tha Un Raahon Par, To Ye Raasta Kya Hei,
Manzar To Sahi Hei, Pasemanzar Kuch Nahin,
Do Dil Hei, Khuloos Hei, Aur Aasra Kya Hei.
![]()
![]()
![]()
Humne Dekha He Masoom Dilon Ko Lut-te Huye,
Kaash Ki Unhe Insaano Ki Pehchaan Hoti
![]()