Posted on December 14, 2018Bahut Tarsi Hogi Koi Chahat Bahut Tarsi Hogi Koi Chahat Barson Ki,Shab-E-Alam Kya Guzari, Shabnam Ho Gayi.
Posted on December 13, 2018Khwabon Mein Mere Tujhse Ye Puchun Khwabon Mei Mere Tujhse Ye Puchun,Mujshko Tu Dhundhe, Kya, Jaise Mei Dhundhun,Hothon Mei Dabi, Keh Bhi De Kabhi,Barson Ki Bechainiyan Lein Aayein Kuch Sukun,Guzarta Huwa Waqt, Waqt Kuch Guzar Gaya,Khayalon Ki Khushbu, Khusbu Be-panah,Ek Tera Hi Khumar, Baaki Sab Gubaar,Ijazat Ho Teri, Kuch Lamhein Saath Lun.
Posted on November 17, 2018January 2, 2019Barson Se Iss Raah PeBarson Se Iss Raah Pe Khada Hun,Kise Khabar Ke Mei Kahan Hun,Do-Chaar Kadam Jab Raah Honge, To Sochenge,Abhi To Shab Hei, Khwaab-E-Ruwan Hun.
Posted on June 14, 2017July 21, 2017Barson Baad MiloBarson Baad Kabhi Milo,To Takkaluf Na Karna,Simat Jaana Mujhemein,Ya Mujhe Samet Lena.
Posted on June 14, 2017July 21, 2017Surkh Gulaab PeSurkh Gulaab Pe Barson Baad,Kuch Boondein Jhilmilayi He,Umeed Se Bheegi Yun Zindagi,Shabnam Si Khilkhilayi He.