Skip to content

Mukammal Hei Kayi Jahan Mujhmein, Zamane Mukammal Nahin, To Kya,
Zami Hei, Aasmaa Hei, Falak Bhi Nishaan Hei, Ek Tu Haansil Nahin, To Kya;
Meri Rooh Ki Ibadat Achchhi Hei Baharhaal,
Armano Mei Badastur Aawargi, To Kya;
Muskurata Hun Mazloomon Ko Laga Gale,
Azeemo Si Kuch Rehenumayi Nahi, To Kya;
Tabiyat Nahi Kisi Ke Dil Ka Dard Banu,
Waqt Ka Fitoor, Dhal Jaun Kahin, To Kya;
Muskura Lena, Aanson Se Kafan Nahin Bante,
Hayaat-E-Roshan Rakh, Khakhh Hei Abhi, To Kya.

Mere Hone Se Teri Haar,
Na Hone Se Bhi To Zakhm Rahenge,
Jiyenge Badastur Apne Karam,
Sahi Hei Tu, Galat Hum Hee Rahenge.